Kar gaya re
Kar gaya mujhpe
Jaadu saawariya
Kar gaya mujhpe jaadu
Ye kya kiya re
Ghazab kiya re
Chor ko samjhi
Main saadhu saawariya
Kar gaya mujhpe jaadu
Kar gaya re
Kar gaya re
Kar gaya mujhpe
Jaadu saawariya
Kar gaya mujhpe jaadu
Bholi suratiyaa
Magar hai sayana
Bholi suratiyaa
Magar hai sayana
Seekhe koyi wo se
Daaman bachaanaa
Seekhe koyi wo se
Daaman bachaanaa
Waadaa kar ke mukar gaya
Kar gaya re kar gaya re
Kar gaya mujhpe
Jaadu saawariya
Kar gaya mujhpe jaadu
Tum jo kaho to main
Naam bataa dun
Tum jo kaho to main
Naam bataa dun
Patthar ki murat ke
Darshan karaa dun
Patthar ki murat ke
Darshan karaa dun
Jiske qadmon pe sar gaya
Kar gaya re kar gaya re
Kar gaya mujhpe
Jaadu saawariya
Kar gaya mujhpe jaadu
Baalam ye sab hai
Tumhare hi kaaran
Baalam ye sab hai
Tumhare hi kaaran
Mahfil mein naache
Tumhaari pujaaran
Mahafil mein naache
Tumhaari pujaaran
Mat puchho dil kidhar gaya
Kar gaya re kar gaya re
Kar gaya mujhpe
Jaadu sanwariyaa
Kar gaya mujhpe jaadu
Ye kya kiya re
Ghazab kiya re
Chor ko samjhi
Main saadhu saawariya
Kar gaya mujhpe jaadu.
Bhimsen Joshi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar