Duniya mein pyaar ki sab ko zaroorat hai

Dil se dil le yahi mohabbat hai
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle

Oh,Duniya mein pyaar ki sab ko zaroorat hai
Dil se dil le yahi mohabbat hai
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Meri nigaaho mein, bas ek surat hai
Badi khubsurat hai dil jispe aane laga
Yu toh laakho hi dilwaale matwaale
Suno bhole bhaale tum mujhase tali laga
Oh, mujhko bhi pyaar ki dekh zaroorat hai
Dil se dil le yahi mohabbat hai
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Din yeh jawaani ke yuhn naa gujar jaaye
Kuchh aisa kar jaaye, milate huhn jithne khushi
Meraa toh dil chaahe, teri hi baaho mein
Teri nigaaho me zindagi
Oh, tujhako bhi pyaar ki dekh zaroorat hai
Hey, hey, hey, dil se dil le yahi mohabbat hai
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Honto pe honto ki saaye jo mushk jaaye
Itane karib aaye, phir door ho naa kabhi
Aankho hi aankho me ban jaaye afsaane
Jaane naa bhegaane, kehana lagenge sabhi
Oh, Duniya mein pyaar ki sab ko zaroorat hai
Dil se dil le yahi mohabbat hai
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Oh, Duniya mein pyaar ki sab ko zaroorat hai
Dil se dil le yahi mohabbat hai
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle
Karle pyaar hi karle, aankhe chaar karle.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar