Kasme waade pyaar wafaa sab
Baatein hain baato ka kya
Kasme waade pyaar wafaa sab
Baatein hain baato ka kya
Koyi kisi ka nahi ye jhoothhe
Naate hain naato ka kya
Kasme waade pyaar wafaa sab
Baatein hain baato ka kya
Hoga masiha …
Hoga masiha saamne tere
Phir bhi na tu bach paayega
Tera apna…
Tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagaayega
Aasmaan mein …
Aasmaan me udne waale mitti mein mil jaayega
Kasme waade pyaar wafaa sab, baatein hain baato ka kya
Sukh mein tere …
Sukh mein tere saath chalenge
Dukh mein sab mukh modenge
Duniya waale …
Duniya waale tere bankar tera hi dil todenge
Dete hain …
Dete hain bhagwaan ko dhokha
Insaan ko kya chhodenge
Kasme waade pyaar wafaa sab
Baatein hain baato ka kya
Koyi kisi ka nahi ye jhoothhe
Naate hain naato ka kya
Kasme waade pyaar wafaa sab
Baatein hain baato ka kya.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Shamshad Begum, Sunder
Mahendra Kapoor