Kaun si baat hain duniya
Mein nahin jiska ilaaj
Kaun si baat hain duniya
Mein nahin jiska ilaaj
Hamne ulfat ke liye
Tode hai sab rasm-o-rivaaj
Hamne ulfat ke liye
Tode hai sab rasm-o-rivaaj
Kaun si baat hai..
Yun to kahti hain ye duniya ke
Mohabbat hain khuda
Yun to kahti hain ye duniya ke
Mohabbat hai khuda
Phir bhi ilzaam-e-mohabbat
Pe hi deti hai saza
Begunah ko jo saza de
Wo adalat hai samaaj
Begunaah ko jo sazaa de
Vo adaalat hai samaaj
Hamne ulfat ke liye tode
Hain sab rasm-o-rivaaj
Hamne ulfat ke liye tode
Hain sab rasm-o-rivaaj
Kaun si baat hai..
Agar insaan ki sahulat ko
Bani hain rasmen
Agar insaan ki sahulat ko
Bani hain rasmen
Kyun mohabbat ka gala
Ghont rahi hain rasmen
Mel khata nahin rasmon
Se mohabbat ka mizaj
Mel khata nahin rasmon
Se mohabbat ka mizaj
Hamne ulfat ke liye tode
Hain sab rasm-o-rivaaj
Hamne ulfat ke liye tode
Hain sab rasm-o-rivaaj
Kaun si baat hain duniya
Mein nahi jiska ilaaj
Kaun si baat hain duniya
Mein nahi jiska ilaaj
Hamne ulfat ke liye tode hain
Sab rasm-o-rivaaj
Hamne ulfat ke liye tode hain
Sab rasm-o-rivaaj
Kaun si baat hai.
Mohammed Aziz, Nitin Mukesh Chand Mathur, Suresh Wadkar
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Kumar Sanu
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Kumar Sanu, Sapna Mukherjee
Channi Singh, Sapna Mukherjee
Sapna Mukherjee, Udit Narayan