Bhid me bhi ham tanha rahe
Tere gham ne yeh halat kar di
Kabhi khud ke liye kuchh
Soch sake itni bhi nahi fursat di
Ankho ki talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke pas toh
Hai lekin hai bewajah
Mai hu shaukh se abb
Koyi patta tuta huwa
Mujhko yeh hawaye
Udati phire har jagah
Ke bin tere jina nahi ha
Bin tere jina nahi
Naa bin tere jina nahi
Ja bin tere jina nahi
Ankho ki talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke pas
Toh hai lekin hai bewajah
Mai hu shaukh se abb
Koyi patta tuta huva
Mujhko yeh hawaye
Udati phire har jagah
Ke bin tere jina nahi
Ha bin tere jina nahi
Naa bin tere jina nahi
Ja bin tere jina nahi
Chahe jitne bhi ansu bahe
Sanse sine me chubhati rahe
Muskura kar har gum sahe
Dil se ho kam kabhi naa
Yeh dard tera phul jaisa
Lage har jakhm tera
Inko mujhko toh sina
Nahi ke bin tere jina nahi
Ankho ki talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke pas toh
Hai lekin hai bewajah
Mai hu shaukh se abb
Koyi patta tuta huva
Mujhko yeh hawaye
Udati phire har jagah
Ke bin tere jina nahi ha
Bin tere jina nahi
Naa bin tere jina nahi
Ja bin tere jina nahi
Bhid me bhi ham tanha rahe
Tere gum ne yeh halat kar di
Kabhi khud ke liye kuchh
Soch sake itni bhi nahi fursat di
Teri yado me har pal kate
Khud se teri hi bate kare
Dil khijao sa banjar rahe
Humko manjur hai har sitam
Tera berukhi bhi teri bewafapan
Tera jam kushiyo kaa pina
Nahi ke bin tere jina nahi
Ankho ki talash jo hai
Woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke pas toh
Hai lekin hai bewajah
Mai hu shaukh se abb
Koyi patta tuta huva
Mujhko yeh hawaye
Udati phire har jagah
Ke bin tere jina nahi
Ha bin tere jina nahi
Naa bin tere jina nahi
Ja bin tere jina nahi
Ke bin tere jina nahi
Ha bin tere jina nahi
Naa bin tere jina nahi
Ja bin tere jina nahi.
Roop Kumar Rathod, Shilpa Rao
Mithoon Sharma
Rupinder Magon, Qurram Hussain (Josh)
Hamza Faruqui, Tulsi Kumar