Bol bol siyapati ramchandr ki jay
Ram naam ki lut hain lut sake to lut
Ant samay pachhatayega
Jab paran jayege chhut
Koi lute ya na lute hum lut ke rahege
Jo tale tale kabhi na tute
Woh tut ke rahenge
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Chalti chakki dekh ke
Jiya kabira roye
Hum do patan ke bich mein
Sabhut bacha na koi
Arey sab humko lalu kahe
Panju kahe na koi
Jo humko panju kahe woh khud
Woh khud ullu lalu hoye
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Chitarkut ke ghat par
Arey chup ullu ki dum
Mitarkut ke ghat par
Bhai choran ki bhid
Charan das chandan ghise
Chandan ghise tilak kare ranvia
Fokhat ka chandan ghis mere lalu
Ghis mere lalu fokhat ka chandan
Tir sada vo mariye keh gaye pir fakir
Dekhan me chhote lage
Ghav kare ghambir
Arey ghav kare ghambir
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ustad sanch barabar tap nahin
Abe chup akkal ke tolu
Chilgoze ke silke
Joothh barabar tap nahin
Sanch barabar pap
Janke herday jooth hain
Va ke herday aap
Ek ek ko tol ke
Aisa denge nap
Jo samjhe beta hume
Arey hum hai hum hain unke bap
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Guriu chle bekunth ko
Chela kahe bulaye
Guriu chle bekunth ko
Chela kahe bulaye
Yaha tambaku khaye lo
Waha tambaku na aaye
Yaha tambaku khaye lo
Waha tambaku na aaye
Yaha tambaku khaye lo
Waha tambaku na aaye
Waha tambaku na aaye
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kaam karte hain
Woh khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain
Ke hum jo kam karte hain
Wo khule aam karte hain
Na jane duniya wale kyun
Hume badnaam karte hain.
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Mohammed Aziz
Asha Bhosle