Keh rahe hain yeh
Aansoo baraste huye
Keh rahe hain yeh
Aansoo baraste huye
Unche unche makaano
Mein baste huye
Ek gareeban ki
Ladki pe haste huye
Aapko sharm aati nahin
Keh rahe hain yeh
Aansoo baraste huye
Unche unche makaano
Mein baste huye
Ek gareeban ki
Ladki pe haste huye
Aapko sharm aati nahin
Kya huaa main agar
Khubshoorat nahin
Main bhi insaan hoon
Mitti ki moorat nahin
Kya huaa main agar
Khubshoorat nahin
Main bhi insaan hoon
Mitti ki moorat nahin
Aapki main bahen
Beti hoti agar
Aap pe kya guzarti
Main roti agar
Hoo meri soorat pe
Taane yun karte huye
Aapko sharm aati nahin
Keh rahe hain yeh
Aansoo baraste huye
Unche unche makaano
Mein baste huye ek
Gareeban ki ladki pe haste huye
Aapko sharm aati nahin
Kimati motare jagmagate libaaz
Mehngi cheeze hai
Sab aap logo ke paas
Kimati motare jagmagate libaaz
Mehngi cheeze hai
Sab aap logo ke paas
Is liye tum bhala
Phir khuda se daro
Badnaseebo ki
Parvar duaan se daro
Hoo meri majboorio
Pe yun haste huye
Aapko sharm aati nahin
Keh rahe hain yeh
Aansoo baraste huye
Unche unche makaano
Mein baste huye
Ek gareeban ki
Ladki pe haste huye
Aapko sharm aati nahin.
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar