Kehne ko hai taiyar
Magar kaise kahe hum
Kehne ko hai taiyar
Magar kaise kahe hum
Karte hai tumhe pyar
Magar kaise kahe hum
Ji magar kaise kahe hum
Karte hai tumhe pyar
Magar kaise kahe hum
Ji magar kaise kahe hum
Do din ki abhi baat
Mulakat humari mulakat humari
Do din ki abhi baat
Mulakat humari mulakat humari
Aankho mein chha ke rahe gayi
Tasveer tumhari
Tumko diya dil dard bhi
Chup chap sahe hum
Tumko diya dil dard bhi
Chup chap sahe hum
Karte hai tumhe pyar
Magar kaise kahe hum
Ji magar kaise kahe hum
Kayi bar lage kehne
To sarma ke rahe gaye
Sarma ke rahe gaye
Kayi bar lage kehne
To sarma ke rahe gaye
Sarma ke rahe gaye
Kehna tha hume aur bhi
Kuch aur kah gaye
Kehna yahi hai mauj mein
Ek sath bahe hum
Kehna yahi hai mauj mein
Ek sath bahe hum
Karte hai tumhe pyar
Magar kaise kahe hum
Ji magar kaise kahe hum
Rahte hai aas paas
Phir bhi aas adhuri
Phir bhi aas adhuri
Rahte hai aas paas
Phir bhi aas adhuri
Phir bhi aas adhuri
Hum sochte hai kab mite
Yeh paas ki doori
Yeh paas ki doori
Do dil hai mile kyu nahi
Ek hoke rahe hum
Do dil hai mile kyu nahi
Ek hoke rahe hum
Karte hai tumhe pyar
Magar kaise kahe hum
Ji magar kaise kahe hum.
Meena Kapoor, Moti Sagar
Lalita Rao
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Surendra