Dhool tere charno ki lekar
Apni maang main bharti hoon
Nari nahi tu devi hain
Main teri pooja karti hoon
Kahta hain sindoor tera
Teri bindiya kahti hain
Kahta hain sindoor tera
Teri bindiya kahti hain
Lakho mein koi ek suhagan
Lakho mein koi ek suhagan
Sada suhagan rahti hain
Kahta hain sindoor tera
Teri bindiya kahti hain
Lakho mein koi ek suhagan
Sadaa suhagan rahti hain
Kahta hain sindoor tera
Pati ki seva ki aisi
Ke pati ko parmeshvar mana
Pati ki seva ki aisi
Ke pati ko parmeshvar mana
Beti aur bahu mein tune
Koi antar na jana
Teri surat dekh ke humne
To bhagwan ko pahchana
Tu sabko sukh deti hain
Tu hum sabke dukh sahti hain
Lakho mein koi ek suhagan
Lakho mein koi ek suhagan
Sada suhagan rahti hain
Kahta hai sindoor tera
Tune darpan mein mukh dekha
To darpan ye kahta hain
Tune darpan mein mukh dekha
To darpan ye kahta hain
Tu swaym darpan hain jise
Har koi dekhta rahta hain
Tere hotho se muskano ka
Yun jharna bahta hain
Shankar ji ki jata se jaise
Ganga maiya bahti hain
Lakho mein koi ek suhagan
Lakho mein koi ek suhagan
Sada suhagan rahti hain
Kahta hai sindoor tera
Teri bindiya kahti hain.
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar