Kahte hai mujhko raja
Aji kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja
Mai bajata hu dil ka baja
Mai paida hua jalandhar
Mai paida hua jalandhar
Pata pata puchke karoge kya
Pata puchke karoge kya
Kabhi bahar hu kabhi andar
Kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja
Dil ka tala ho ya tijori
Dil ka tala ho ya tijori
Bin chabi ke kholu ma igori
Tere dil ka tala bhi mai kholunga
Fir na kahna ho gayi dil ki chori
Karta hu jadu mandar
Mai chalu hu ek numbar
Pata pata puchke karoge kya
Pata puchke karoge kya
Kabhi bahar hu kabhi andar
Kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja
Apne pe malik ki kam najar hai
Apne pe malik ki kam najar hai
Subah khaya sham ki fikar hai
Apne miye rone wala kon hai
Na gharwali hai na koi ghar hai
Fir bhi hu mast kalandar
Na hitlar hu ma sikandar
Pata pata puchke karoge kya
Pata puchke karoge kya
Kabhi bahar hu kabhi andar
Kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja
Yu gusse se na dekho mar jayenge hum
Yu gusse se na dekho mar jayenge hum
Haske to dekha dar jayenge hum
Mana hamse choti si ye bhul ho gayi
Rukne do ye gadi utar jayenge hum
Aane do puri bandar
Ho jaunga chu mantar
Pata pata puchke karoge kya
Pata puchke karoge kya
Kabhi bahar hu kabhi andar
Kahte hai mujhko raja
Mai bajata hu dil ka baja.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle