Kesar jaisi tu kishori
Kesar jaisi tu kishori
Kanchan kaya teri gori
Kesar jaisi tu kishori
Kanchan kaya teri gori
Kahi karle na tujhe chori
Mai baho me chupaye rahunga
Nigaho me basaye rahunga
Mai baho me chupaye rahunga
Nigaho me basaye rahunga
Tera rup hai sabse nirala
Jaise suraj ka ujala
Tera rup hai sabse nirala
Jaise suraj ka ujala
Mai banake teri mala
Gale se lagaye rahungi
Mai sine pe sajaye rahungi
Gale se lagaye rahungi
Mai sine pe sajaye rahungi
Amrit ke pyale nain tere
Bade mithe lage bain tere
Amrit ke pyale nain tere
Bade mithe lage bain tere
Tere rup ka ras hum pilenge
Hum bhi tujhe dekh ke jee lenge
Hum bhi tujhe dekh ke jee lenge
Tu bholi si ek chhori na karle koi chori
Mai baho me chupaye rahunga
Nigaho me basaye rahunga
Gale se lagaye rahungi
Mai sine pe sajaye rahungi
Har rang tera acha lage
Tu jo kahe wo mujhse sacha rahe
Har rang tera acha lage
Tu jo kahe wo mujhse sacha rahe
Kasturi sa mahke tan tera
Tujhe milke khila yauwan mera
Kasturi sa mahke tan tera
Tujhe milke khila yauwan mera
Tu man mera mohne wala
Mai banake teri mala
Gale se lagaye rahungi
Mai sine pe sajaye rahungi
Gale se lagaye rahungi
Mai sine pe sajaye rahungi
Mai baho me chupaye rahunga
Nigaho me basaye rahunga
Gale se lagaye rahungi
Mai sine pe sajaye rahungi.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Talat Mahmood
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Jaspal Singh, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)