Shahenshah shaho ke shah ki
Karte hum aagwani hai
Ye shahi darbar bada hai
Jhuka yaha tamam sare
Raje or maharaje jhuk jhuk aa kar
Yaha salam kare
Mahabali ki raj neeti
Ke aage duniya jhum rahi
Badi badi hastiya aaj
Sahi kadamo ko chum rahi
Lekin insano mein ek hai
Chanda jiski jyot nirali hai
Is darbar mein ho nahi hazir
To darbar ye khali hai
Toofan ke aage bhi
Rana ki aandhi jhuki nahi
Ye ek anokhi pagadi hai
Jo in kadamo par jhuki nahi
Mewad pati ke sir pe
Ye kirano ki jyoti tani rahi
Kirano ki jyoti tani rahi
Kesariya pagadi bani rahe
Kesariya pagadi bani rahe
Kesariya pagadi bani rahe.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
N/A
Lata Mangeshkar