Khak mein mila to kya
Phul fir bhi phul hai
Khak mein mila to kya
Phul fir bhi phul hai
Gum se har manna
Admi ki bhul hai
Gum se har manna
Admi ki bhul hai
Khak mein mila to kya
Phul fir bhi phul hai
Aandhiyo mein na jale
To wo charag hi nahi
Aandhiyo mein na jale
To wo charag hi nahi
Bahar hi mein jo khile
Wo bag bag hi nahi
Uljhane na ho agar
To jindagi fizul hai
Khak mein mila to kya
Phul fir bhi phul hai
Paon kat gaye to kya
Hausle jawan hai
Paon kat gaye to kya
Hausle jawan hai
Hausle jawan hai
Ummid pe hi to khade
Jami aur asman hai
Jami aur asman hai
Ye bekashi ye bebasi
Raste ki dhul hai
Khak mein mila to kya
Phul fir bhi phul hai
Muskurake kat de
Ranj aur gum ke raste
Muskurake kat de
Ranj aur gum ke raste
Intezar mein khadi
Khushi hai tere waste
Intezar mein khadi
Khushi hai tere waste
Usi ki hai ye jindagi
Gum jise kubul hai
Khak mein mila to kya
Phul fir bhi phul hai
Khak mein mila to kya
Phul fir bhi phul hai
Gum se har manna
Admi ki bhul hai
Gum se har manna
Admi ki bhul hai
Khak mein mila to kya
Phul fir bhi phul hai.
Mohammed Rafi, Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mohammed Rafi