Khaul khaul ke sine mein behta hai
Jo laha ban ke
Wo rakht hai,shashakt hai,
Trahi trahi jisne machayi kehta
Itihaas gawah ban ke
Wo rakht hai, sarwaqt hai,
Paap punya ki kya paribhasha
Krodh jaane pratishod ki bhasha
Aaj ke bharat ki mahabharat
Me duba kurukshetr hai
Rakht charitra hai, rakht charitra hai
Rakht charitra hai, rakht charitra hai
Rakht charita rakht charita rakht charita

Lath path kar de ranbhumi ko,
Ye talwaar ki tej se
Kahi sir chadta rajtilak,
Kahi jalti mrityu sej pe
Kahi kurbaani kahi balidani,
Dekar maya mukt hai
Sadiya biti yug-yug bitey,
Na badla wo rakht hai
Na badla wo rakht hai,
Ek hi rag rag rag me behta
Phir bhi bhed bhav hai sehta,
Chhupa hai isse har ek rishta
Yahi shatru yahi mitar hai
Rakht charitra hai, rakht charitra hai
Rakht charitra hai, rakht charitra hai
Badle ki aahuti mein,
Gir ke rakht ki bhabhuti
Banke agni jal utthi swahaa
Hai akhand hai prachand
Banke jab ye mrityudand
Girta rakht kund mein hai swahaa
Badle ki aahuti mein,
Gir ke rakht ki bhabhuti
Banke agni jal utthi swahaa
Hai akhand hai prachand
Banke jab ye mrityudand
Girta rakht kund me hai swahaa
Praan me hai rakht charitra
Jaan me hai rakht charitra
Sakhya me hai rakht charitra
Nash me hai rakht charitra
Lok me hai rakht charitra
Bhog me hai rakht charitra
Iske bina to kuch bhi na pavitr hai
Rakhta charitra hai, rakhta charitra hai
Rakhta charitra hai, rakhta charitra hai
Rakhta charitra hai, rakhta charitra hai
Rakht charita rakht charita rakht charita
Rakht charita rakht charita rakht charita
Rakht charita rakht charita.
Mou Mukherjee (Jojo)
Sukhwinder Singh
Aditi Kaur, Vardan Singh
Suresh Wadkar
Ravindra Upadhyay, Sandeep Patil, Vishvesh Parmar
Sukhwinder Singh