Khoon kharaba tabahi
Inki hai pahchan
Inki is fitrat se
Ghin bhi hai hairan
Kaun hai ye haiwan
Kaun hai ye shaitan
Puchh raha wo khuda
Kaun hai ye anjan
Kisne inhe banaya
Kya hai ye insan
Kaun hai ye haiwan
Kaun hai ye shaitan
Aurto aur bacho se
Majhab ko kya khatra hai
Masumo ko jat dharam
Se kya kuch lena dena hai
Kya kuch lena dena hai
Puch raha wo khuda
Kaun hai ye anjan
Kaun hai ye haiwan
Kaun hai ye shaitan
Chir diya dil shero ka
Raksh dikhaya darindgi ka
Hosh me bhi behosh hai ye
Kaisa sabak hai ye bandagi ka
Kaisa sabak hai ye bandagi ka
Puchh raha wo khuda
Kaun hai ye anjan
Kisne inhe banaya
Kya hai ye insan
Khoon kharaba tabahi
Inki hai pahchan
Inki is fitrat se
Ghin bhi hai hairan
Kaun hai ye haiwan
Kaun hai ye shaitan
Puchh raha wo khuda
Sach me ye insan
Sach mein hai ye insan
Kya sach mein hai ye insan.
Chorus
Jaspreet Jasz
Rooshin Dalal, Sukhwinder Singh