Chuniya ho chuniya
Muniya ho muniya
Tere hi kadmon
Pe sari yeh duniya
Dumkoche dumkoche
Hum soche hum soche
Na jane tujh mein kya baat hai
Tu jo hasden din ho jaye
Tu jo roden to raat hai
Udti ghataye hai kajal mera
Mehki hawaye hai aanchal mera
Udti ghataye hai kajal mera
Mehki hawaye hai aanchal mera
Mausam hai meri hasi
Aayi re aayi re khushi
Khushi khushi khushi
Aayi re aayi re khushi
Khushi khushi khushi
Laayi re laayi re khushi
Khushi khushi khushi
Aayi re aayi re khushi
Khushi khushi khushi
Hai mere saathi yeh gulbhoote
Main jo nahin to sare hai jhoote
Banke baharon ki pari
Aayi re aayi re khushi
Aayi re aayi re khushi
Cham cham cham barasta saawan
Lage hai bada mann bhawan
Cham cham cham barasta saawan
Lage hai bada mann bhawan
Mera maan kahen yahi jhoom loon
Bina pankh ke gagan choom loon
Nayi manzile hai mera naya rasta
Jo pani mujhe choo le
Sharara ban jaaye
Jo pani mujhe choo le
Sharara ban jaaye
Zara mujhe choo le
Sitara ban jaaye
Meri adao ka jaadoo naya
Saason ke taaro mein meri sada
Banke baharon ki pari
Aayi re aayi re khushi
Khushi khushi khushi
Aayi re aayi re khushi
Khushi khushi khushi
Main to hoon badi mastani
Jo chahoon karo mann mani
Main to hoon badi mastani
Jo chahoon karo mann mani
Kahin chaaon hai kahin dhoop hai
Mera rang hai mera roop hai
Charo taraf hai
Charcha mere naam ka
Yeh choodi meri khanke
Yeh payal meri chanke
Yeh choodi meri khanke
Yeh payal meri chanke
Diwaani zara baanke
Chaloo mein tan tan ke
Thodi shararat hai thodi haya
Koyi bhi jane na mujhpe hai kya
Baanke baharon ki pari
Aayi re aayi re khushi
Aayi re aayi re khushi
Layi re layi re khushi
Layi re layi re khushi
Aayi re aayi re khushi
Hai mere saathi yeh gulbhoote
Mein jo nahin to sare hai jhoote
Mausam hai meri hasi
Aayi re aayi re khushi
Khushi khushi khushi
Aayi re aayi re khushi
Khushi khushi khushi
Khushi khushi.
Alka Yagnik, Shaan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Hema Sardesai, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Sonu Nigam
Sunidhi Chauhan