Raat khamoshi se aati hai chali jati hai
Jindagi dard ke sache mein dhali jati hai
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jadugiri
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jadugiri
Kali kali kam kali jai kali
Khoi khoi aaj kal dil ki har umang hai
Jane jindagi ka ye kaisa rang hai
Khoi khoi aaj kal dil ki har umang hai
Jane jindagi ka ye kaisa rang hai
Kabhi hai andhera kabhi roshni
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jadugiri
Hasrate bujhi bujhi hausle thake thake
Milke bhi kiisi se hum mil nahi sake
Hasrate bujhi bujhi hausle thake thake
Milke bhi kiisi se hum mil nahi sake
Khili na baharo me dil ki kali
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jadugiri
Pyar ki khushi hame mil saki na pyar mein
Kitne din gujar gaye intezar mein
Pyar ki khushi hame mil saki na pyar mein
Kitne din gujar gaye intezar mein
Kahani hamari adhuri rahi
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jaudgiri
Khushi bhi mili hamko to gum se bhari
Azab hai ye kismat ki jaudgiri.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay