Khwaishon ka chehra kyun
Dhundhla saa lagta hai
Kyun anginat khwahishein hain
Khwahishon ka pehraa
Kyun thehraa sa lagta hai
Kyun ye ghalat khwaishein hain
Har mod par phir
Se mud jaati hai
Khilte huey pal me
Murjhati hai hai besharam
Phir bhi sharmaati
Hai khwaishein
Zindagi ko dheere dheere
Dasti hain khwahishein
Aansun ko peete peete
Hansti hain khwahishein
Uljhi hui kashmakash mein
Umar kat jaati hai
Aankhein mich jaaye
Jo ujaalon mein
Kis kaam ki aisi roshni
O o bhatka ke naa
Laaye jo kinaron pe
Kis kaam ki aisi kashti
Aandhi har dheere se laati hai
Vaada kar dhokha de jaati hai
Muh pher hans ke
Chidaati hai khwahishein
Zindagi ko dheere dheere
Dasti hain khwaishein
Ansoon ko peete peete
Hansti hai khwahishein
Uljhi hui kashmakash
Mein umar kat jaati hai.
Benny Dayal, Shrraddha Pandit
Aditi Singh Sharma
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Sunidhi Chauhan