Kis liye ankho mein aansoo
Lab pe hai fariyad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Haye sine mein tadapta
Hai dile nashad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Kis liye ankho mein aansoo
Lab pe hai fariyad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Jab nahi koyi khata
Jab nahi koyi khata
Mili to phir aisi saza
Itna samjha do ki meri
Zindagi barbaad kyo
Lab pe hai fariyad kyun
Kis liye ankho mein aansoo
Lab pe hai fariyad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Dil kisi majboor ka hayee
Dil kisi majboor ka
Dil kisi majboor ka aaa
Dil kisi majboor ka
Bekar tadpane se kya
Tum nahi aate to phir
Aaye tumhari yaad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Tum mujhe dekar sahara
Todna achha nahi
Todna achha nahi
Gar tumhe barbaad karna
Tha kiya aabad kyun
Lab pe hai fariyad kyun
Kis liye ankho mein aansoo
Lab pe hai fariyad kyun
Lab pe hai fariyad kyun.
Lata Mangeshkar, Mubarak Begum
Lata Mangeshkar, Shakat Ali Dehlavi (Nashad)
G. M. Durrani
Lata Mangeshkar
G. M. Durrani, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar