Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil - Dil Ne Pukara lyrics | Dil Ne Pukara - Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil lyrics

Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil is a hindi song from the 1967 movie Dil Ne Pukara. Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil singers are Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil lyricist or song writer is Qamar Jalalabadi. Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil features Shashi Kapoor, Rajshree, Sanjay Khan, Helen, Mehmood, Achla Sachdev, Manmohan Krishan, Ali Mirajkar. Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil director is and the producer is . The audio of Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil song was released on 31st December, 1967 by Saregama. Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil YouTube video song can be watched above.


Kis qadar zaalim ho qatil
Kis tarhaa todaa meraa dil
Aaahho aaahho
Kis qadar zalim ho qatil
Kis tarhaa todaa meraa dil
Main kehtaa reh gayaa zaalim
Main kehtaa main kehtaa haan
Main kehtaa reh gayaa zaalim
Mera dil hai mera dil hai
Mera dil hai mera dil hai
Mera dil hai ae


Arey aate jaate hain yahaan dil
Aate jaate hain yahaan dil
Jinn ki ginnti bhi hai mushkil
Lo pehchaano tumhaara aaa
Lo pehchaano tumhara
Inn dilon mein kaun saa dil hai
Ajee haan kaun saa dil hai
Ajee haan kaun saa dil hai


Ye saarey dil uthhaa lo
Ye kadmon mein sajaa lo
Lo ye saarey dil utthaa lo
Ye kadmon mein sajaa lo
Inhein tum naam saarey
Haseenon ke bataa do
Haan haseenon ke bataa do
Jo tadpey ae ae ae ae ae
Tadpey ae ae ae tadpey ae
Tadpey hey hey ae ae ae
Aaj tadpey naam pe tere
Jo tadpe naam pe tere
Samajh lo woh meraa dil hai
Mera dil aahhaa
Meraa dil ohho
Mera dil hai ae ae


Arey aate jaate hain yahaan dil
Jinn ki ginnti bhi hai mushkil
Lo pehchaano tumhara aaa
Lo pehchaano tumhara
Inn dilon mein kaun saa dil hai
Ajee haan kaun saa dil hai
Ajee haan kaun saa dil hai


Naa naa baabaa
Huh naa rey naa
O meri maa…aaa
Chhod de maiyyaa


Tumhaara dil bechaaraa hmmm
Phirey hai maaraa maaraa dekho na
Tumhaara dil becharaa
Phirey hai maaraa maaraa
Nahin manzoor hamko
Tadptaa dil tumhaaraa
Haan tadptaa dil tumhara suno jee ee
Haayye haayye haayye haayye
Suno jee iss ko le jaao
Suno jee iss ko le jaao
Ye aawaaraa
Tera dil hai tera dil hai
Tera dil hai tera dil hai


Kis qadar zaalim ho qaatil
Kis tarhaa todaa meraa dil
Main kehtaa reh gayaa zaalim
Main kehtaa reh gayaa zaalim
Meraa dil hai
Mera dil haayye
Mera dil haayye
Mera dil haayye
Mera dil hai ae ae


Mohabbat karke dekho o
Kissi par mar ke dekho
Mohabbat karke dekho achcha
Kissi par marke dekho oho ho ho
Mera dil sabkaa leader
Election karke dekho
Haan election karke dekho
Dekhenge chalo jee eee
Chalo jee chalo jee chalo o o
Chalo jee…eeee
Hhaan chalo jee vote le lo
Haan chalo jee vote le lo
Sabse achchaa kaun saa dil hai
Mera dil haayye mera dil haayye
Mera dil haayye mera dil haayye ae ae


Aate jaate hain yahaan dil
Jinn ki ginti bhi hai mushkil
Lo pehchaano tumhara aaa
Lo pehchaano tumhaara
Inn dilon mein kaun saa dil hai
Mera dil hai tera dil hai
Haan mera dil hoo hhaa
Tera dil hai mera dil hai ae ae.



Movie/album: Dil Ne Pukara
Singers: Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Rajshree, Sanjay Khan, Helen, Mehmood, Achla Sachdev, Manmohan Krishan, Ali Mirajkar
Release on: 31st December, 1967
1. Who is the music director of the song Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil
Ans: Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil
Ans: Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil song singers are Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil
Ans: Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil
Ans: Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil song lyricist is Qamar Jalalabadi
5. What is the movie of the song Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil
Ans: Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil song is from Dil Ne Pukara
6. Who wrote the song Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil
Ans: Kis Qadar Zaalim Ho Qaatil song is written by Qamar Jalalabadi

Find other songs in - Dil Ne Pukara

1
Yu Na Tan Ke Chalo

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

2
Khaai Thi Kasam

Lata Mangeshkar

3
Humko Hone Laga Hai Pyar

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

4
Dekha Hai Sabhi Ne

Mohammed Rafi

5
Waqt Karta Jo Wafa

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)