Kisi aasma pe to sahil milega
Kisi aasma pe to sahil milega
Kisi aasma pe to sahil milega
Mai lane wahi aasma ja raha hu
Mai lane wahi aasma ja raha hu
Jaha pe zami aasma chhu rahi hai
Wahi ja raha hu waha ja raha hu
Wahi ja raha hu waha ja raha hu
Kisi aasma pe to sahil milega
Kai bar dekhi hai sinduri shame
Kai bar dekhi hai sinduri shame
Upath se pare jagmgati hui
Kai bar khamoshiyo me suna hai
Gujarti hai mujhko bulati hui
Gujarti hai mujhko bulati hui
Jaha pe mile wo jaha ja raha hu
Jaha pe mile wo jaha ja raha hu
Mai lane wahi aasma ja raha hu
Mai lane wahi aasma ja raha hu
Kisi aasma pe to sahil milega
Bahut bar socha ye sinduri rogan
Bahut bar socha ye sinduri rogan
Jaha pe khada hu wahi pe bichha du
Ye suraj ke jharre zami pe mile to
Ek aur aasma mai zami pe bichha du
Ek aur aasma mai zami pe bichha du
Aha pe mile wo jaha ja raha hu
Jaha pe mile wo jaha ja raha hu
Mai lane wahi aasma ja raha hu
Mai lane wahi aasma ja raha hu
Kisi aasma pe to sahil milega.
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Suman Kalyanpur