Ek din rashte mohabbat hua mera gujar
Gum ka mara hua ek saksh waha aaya najar
Jiski patlun pe peband lage the satar
Hal pucha to laga kahne wo aahe bharkar
Kisi ki jeb se paise niklate
Hai bade dhang se
Kisi ki jeb se paise niklate
Hai bade dhang se
Ye dunia hai yaha
Bikh bhi milti hai paiso se
Khuda ke nam par koi kanni tak nahi deta
Khuda ke nam par koi kanni tak nahi deta
Fir lete hai muh jo nam hai bhagwan ka leta
Hazaro jeb kat jati hai lekin
Hazaro jeb kat jati hai lekin
Ye dunia hai yaha
Bikh bhi milti hai paiso se
Mile lakho kachanda
Mile lakho kachanda coat or patlun walo ko
Patlun walo ko patlun walo ko
Magar dhela nahi deta hai kashta halo ko
Yahi sunte aaye hai hum to bachpan se
Ye dunia hai yaha
Bikh bhi milti hai paiso se
Yaha saude dikhawat ke dukane hai sajawat ki
Yaha par dhol me hai kon
Or bat banawat ki
Are bate banawat ki yaha bate banawat ki
Dikhkar jhuthe sapne chahe jo lelo mahajan se
Dikhkar jhuthe sapne chahe jo lelo mahajan se
Ye dunia hai yaha
Bikh bhi milti hai paiso se
Ye dunia hai yaha
Bikh bhi milti hai paiso se.
Satish Batra
Madhubala Zaveri, Pramodini Desai, S.Balbir
Premlata, Talat Mahmood
Premlata, Zawar Hussain
Zawar Hussain, Shamshad Begum
Talat Mahmood