Kisi ki nazar ne kisi ki nazar ne
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Ke marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Kisi roz gujre agar wo idhar se
Kisi roz gujre agar wo idhar se
To kadmo mein dil ke,
To kadmo mein dil ke rahe bekhabar se
Ye kya hal tumne, kya hal tumne
Kya hal tumne hamara kiya hai
Ke marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai
Yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
Yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
Waha wo nahi hai magar phir bhi tauba
Magar phir bhi tauba kaha wo nahi hai
Jaha bhi hai dekha jidhar bhi hai dekha
Nazar ne usika nazara kiya hai
Ke marn abhi humne ke marna bhi humne
Ke marna bhi humne gawara kiya hai
Kisi ki nazar ne ishara kiya hai.
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)