Kisi ne prem ka amrit chakha,
Kisi ne vish ka pyala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kala
Gore se ho gaya kala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kala
Teri nainon mein hai bhakti
Kewal prem mein hai yeh shakti
Teri nainon mein hai bhakti
Kewal prem mein hai yeh shakti
Woh teri mala ka moti
Woh teri dipak ki jyoti
Woh teri mala ka moti
Woh teri dipak ki jyoti
Raadha dhul piya charnan ki,
Rukmini gale ki mala
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kala
Rukmini bas mehalo ki rani
Rukmini bas mehalo ki rani
Raadha krishan ki prem kahaani
Mere paas hai sirf kahani,
Tere paas hai sach deewani
Mere paas hai sirf kahani,
Tere paas hai sach deewani
Sab ko geet sunaaye tumase
Preet kare matwaara
Gokul ki galiyon ka gwala,
Natkhat bada nandlala
Gore se ho gaya kala
Main usaki haqdar nahi
Main usaki haqdar nahi
Main puja hoon pyar nahi
Haar hi jeet se sundar hai,
Puja preet se sundar hai
Raadha krishn ki hai jodi,
Isame shanka hai thodi
Radha krishn ki hai jodi,
Isame shanka hai thodi
Woh tera bhagwan hai,
Yeh tera balidan hai
Woh tera hai, woh tera hai,
Woh tera haiā¦.
Lata Mangeshkar
Anuradha Paudwal, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam