Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ka likha kaun taale mer bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke haath mein duniya ki dor hain
Kismat ke aage tera koi na jor hain
Sab kutch hain usi ke hawale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat mein likha hain jo sukh ka savera
Kab tak rahega yeh gam ka andhera
Ek din toh milenge ujale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Yeh sacha teerat uncha himalay
Yeh mann ka mandir sukh ka shuvalay
Dhun yahi pe rama le mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Duniya mein prani kya kya sapne sajaye
Kismat ki aandhi unhe pal mein mitaye
Bigdi ko kaun sambhale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ka likha kaun taale mer bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya
Kismat ke khel nirale mere bhaiya.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi