Kisne dekha hai jana
Sawrag kaisa hoga
Kisne dekha hai jana
Sawrag kaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Kisne dekha hai jana
Sawrag kaisa hoga
Kisne dekha hai jana
Sawrag kaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Pani ki ek boond me ho
Jaise saat samandar
O pani ki ek boond me ho
Jaise saat samandar
Itni badi ye duniya is
Chote se ghar ke andar
Raje raniya jis me rahete
Mahel vo kaisa hoga
Raje raniya jis me rahete
Mahel vo kaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Kisne dekha kisane
Jana sawrag kaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Jab jab utare aasama se
Jhil mil jhil mil chandani raate
Log kiya karte aise me
Pariyo ki baate, pariyo ki baate
Sundar sundar pyari
Pyari pariya kaisi hogi
Sundar sundar pyari
Pyari pariya kaisi hogi
Aur kaisi hogi meri
Behano jaisi hogi
Bhaiya or kaisi hogi
Meri behano jaisi hogi
Kisne dekha kisane
Jana sawrag kaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Ekhi jaise lagte hai
Sare gagan ke tare
Ekhi jaise lagte hai
Sare gagan ke tare
Apne apne bache sab
Maao ko lagte pyare
Koi phol koi chand
Ke jaisa hoga
Koi phool koi chand
Ke jaisa hoga
Lekin koi bhi na mere
Lal ke jaisa hoga
Lekin koi bhi na mere
Lal ke jaisa hoga
Kisne dekha kisane
Jana sawrag kaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Apne man mandir me
Jiski puja mai karta hu
Apne man mandir me
Jiski puja mai karta hu
Jiski surat murat sapno
Me dunda karta hu
Ye mai kya janu vo
Devi mata kaisi hogi
Ye mai kya janu vo
Devi mata kaisi hogi
Aur kaisi hogi meri
Maa ke jaisi hogi
Aur kaisi hogi meri
Maa ke jaisi hogi
Kisne dekha kisane jana
Sawrag kaisa hoga
Kisne dekha kisane jana
Sawrag kaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga
Aur kaisa hoga mere
Ghar ke jaisa hoga.
Sushma Shrestha (Poornima)
Udit Narayan
Anuradha Paudwal, Kumar Sanu
Asha Bhosle