Har raat mere husn ka
Sajhta hain baazaar
Dekhiye yeh sab hai
Mere kharidaar
Kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
Kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
Ho ho..hathon mein kangna na pehnaya na mujhko
Kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
Kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
Yeh raat ke mehmaan hai ye mere kadardaan hai
Yeh raat ke mehmaan hai ye mere kadardaan hai
Pamaal jigar karde
Pamaal jigar karde yeh aise meherbaan hai
Yeh hai saiyyan mere yeh hai rasiyaan mere
Yeh hai saajan mere yeh hai baalam mere
Kisi ne bhi apna banaya na mujhko
Kisi ne bhi apna banaya na mujhko
Woh aaye hain mehfil mein yun banke tamashaai
Woh aaye hain mehfil mein yun banke tamashaai
Kya paaoge tum is taraha
Kya paaoge tum is taraha aye khushiyon ke saudaai
Yeh hai deewane mere yeh hai mastaane mein
Main hoon shamma in ki ye hai parwaane mere
Karoon kya ke jhal jhal ke dena hai mujhko
Karoon kya ke jhal jhal ke dena hai mujhko
Apna bana ke mujhe apno ne loota
Seetam ghar salaamat rahe dil apna hi tuta
Zamane ne aise rulaya hai mujhko
Zamane ne aise rulaya hai mujhko
Sataya hain mujhko
Kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
Ho ho..hathon mein kangna na pehnaya na mujhko
Kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
Kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko.
Anuradha Paudwal
Aziz Nazan
Usha Mangeshkar
Anuradha Paudwal
Bhupinder Singh, Mitali Singh
Bhupinder Singh