Koche kurban koche kurban
Koche kurban koche kurban
Wai lale ki jaan wai koche
Kurban wai lale ki jan wai
Chand mere ghar me dekho
Khuda ki shan wai
Koche kurban wai lale ki jan wai
Chand mere ghar me dekho
Khuda ki shan wai
Koche kurban koche kurban
Khush kar diya ye dil tumne dil jani
Khush kar diya ye dil tumne dil jani
Aalah ne humpe kiya bada mehrbani
Zindgi ka mela tha hum bhut akela tha
Zindgi ka mela tha hum bhut akela tha
Eid ka din aaya ye eid ke din aaya ae
Chhote se makan me chota sa mehman wai
Koche kurban wai lale ki jan wai
Chand mere ghar me dekho
Khuda ka shan wai
Koche kurban wai koche kurban
Hamko bhi apne bachpan ka yad aata ae
Hamko bhi apne bachpan ka yad aata ae
Jane wala kabhi jane ke bad
Aata ae jab rubab bajta ae
Dil pe chot lagta ae ansu nikal aata ae
Chaku chal jata ae bulbul se chut gaya
Bulbul se chut gaya jaise gulistan wai
Chand mere ghar me dekho
Khuda ka shan wai
Koche kurban koche kurban
Logo ko dekho ye majak acha mil gaya
Logo ko dekho ye majak acha mil gaya
Biwi to mila nahi humko bachcha mil gaya
Bada acha rishta ae nanha sa farishta ae
Marega mar jayega isko jo satayega
Zinda nahi chodega usko sher khan wai
Koche kurban wai lale ki jaan wai
Chand mere ghar me dekho khuda ka shan
Koche kurban koache kurban.
Lata Mangeshkar