Koi bhi mausam aaye ke jaye
Bichdenge ab na tere mere saye
Main teri hi banke rahungi sajna
Main tere hi karan jiungi sajna
Koi bhi mausam aaye ke jaye
Bichdenge ab na tere mere saye
Main hoon tera phool
Tu hain meri khushboo
Tere bina main kuch bhi nahin hain
Ye mat bhul main hoon teri chaya
Jaha tu hai main bhi wahi hoon
Kitna hi koi mujhko bulaye
Kuch nahin dekhu tere siway
Koi bhi mausam aaye ke jaye
Bichdenge ab na tere mere saye
Main teri hi banke rahungi sajna
Main tere hi karan jiungi sajna
Koi bhi mausam aaye ke jaye
Bichdenge ab na tere mere saye
Kabhi kisi roz jo main na rahungi
Rahe jayega ye tarana
Janmo ke ye meet dilo ke ye rishte
Tum bhi yugo tak nibhana
Rakhna mujhe yunhi dil se lagaya
Wada karo na honge paraye
Koi bhi mausam aaye ke jaye
Bichdenge ab na tere mere saye
Main teri hi banke rahungi sajna
Main tere hi karan jiungi sajna
Koi bhi mausam aaye ke jaye
Bichdenge ab na tere mere saye.
Mohammed Rafi