Koi gusse ho ya raaji
Aji apni bala se
Hum to chalenge
Isi banki ada se
Koi gusse ho ya raaji
Koi gusse ho ya raji
Aji apni bala se
Hum to chalenge
Isi banki ada se
Koi gusse ho ya raaji
Hazur apki ye chal
Bemisal bhi hai
Lubhan dekhte hi
Aap mein kamal bhi hai
Hazur apki ye chal
Bemisal bhi hai
Lubhan dekhte hi
Aap mein kamal bhi hai
Mager ye husan bhi to
Char din ki chandani hai
Dhalega chand kabhi aapko
Khayal bhi hai, ho ji ho ho
Koi gul na raha baki
Koi gul na raha baki
Chalti hawa se
Hum to chalenge
Isi banki ada se
Koi gusse ho ya raaji
Ho zara sa hath
Mere hath mein
Jo di jiyega
Tamam zindagi
Meri duae lijiyega
Zara sa hath
Mere hath mein
Jo di jiyega
Tamam zindagi
Meri duae lijiyega
Dupata khichiye
Na ruthie na
Manie bhi zara
Si baat pe na
Aise naz kijiyega
Ho ji ho
Karo humse bhi do baate
Karo humse bhi do baate
Na yu maro jafa se
Hum to chalenge
Isi banki ada se
Koi gusse ho ya raaji
Na dekho aaina ke
Aap ka jawab nahi
Ke hasin aap sa jahan
Me janab nahi
Na dekho aaina ke
Aap ka jawab nahi
Ke hasin aap sa jahan
Mein janab nahi
Kami to ek ki hai
Chahane wala na mila
Gulab aap dekhiye
Kabhi kahrab nahi
Ho ji ho
Aji tumse nahi kahte
Aji tumse nahi kahte
Kahe wade sabha se
Hum to chalenge
Isi banki ada se
Koi gusse ho ya raaji.
Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Usha Uthup
Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar