Koi haal mast koi chaal
Koi khake roti daal mast
Koi haal mast koi chaal
Koi khake roti daal mast
Sab mast apni masti mein
Hum dilwalo ki basti mein
Koi haal mast koi chaal
Koi khake roti daal mast
Sab mast apni masti mein
Hum dilwalo ki basti mein
Koi haal mast koi chaal
Koi khake roti daal mast
Apne naseeb se hum khush hai
Is liye yaha khushhali hai
Apna to dashera hai har din
Apni har raat deewali hai
Mahenat ki kamaai khate hai
Aur gham ki hansi udate hai
Hum odh ke chadar karmo ki
Jaha bhi aaye so jaate hai
Koi haal mast koi chaal
Koi haal mast koi chaal
Koi khake roti daal mast
Hum sidhe sadhe logo mein
Koi chhota na koi bada yaha
Mahenat hi apni pooja
Mahenat hi apna hai imaan
Mahenat hi apni pooja
Mahenat hi apna hai imaan
Ek duje ke sukh dukh baatein
Miljul ke gujara karna hai
Nafarat bhari duniya mein sabka
Hame pyar se daaman bharna hai
Koi haal mast koi chaal
Koi haal mast koi chaal
Koi khake roti daal mast
Na zulm karo na zulm saho
Hame geeta ne ye sikhaya hai
Na zulm karo na zulm saho
Hame geeta ne ye sikhaya hai
Jab jab koi kans hua paida
Tab tab kishan yaha aaya hai
Purab ke pujari hai hum to
Paschim se hame koi vair nahi
Hame saari duniya pyari hai
Sab apne hai koi gair nahi
Hame saari duniya pyari hai
Sab apne hai koi gair nahi
Koi haal mast koi chaal
Koi haal mast koi chaal
Koi khake roti daal mast
Sab mast apni masti mein
Hum dilwalo ki basti mein
Koi haal mast koi chaal
Koi khake roti daal mast.
Gurdas Mann, Ila Arun
Amit Kumar, Sapna Mukherjee
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Sadhana Sargam, Udit Narayan, Vinod Rathod
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Udit Narayan
Sadhana Sargam
Udit Narayan