Koi jaane naa kab kisi se
Kaha dosti ho
Koi jaane naa kab kisi se
Kaha dosti ho
Dosti ke liye hai jaruri ke
Do ajnabi ho
Koi jaane naa kab kisi se
Kaha dosti ho
Aankh mil jati hai
Lab muskurate hai
Hatho ke milne ka
Banta hai yu shabab
Hath milte hai to
Dil se dil hai mile
Zindagi mein yuhi
Bante hai silsile
Agar ye na ho to
Tanha har ek aadmi ho
Agar ye na ho to
Tanha har ek aadmi ho
Dosti ke liye hai jaruri ke
Do ajnabi ho
Koi jaane naa kab kisi se
Kaha dosti ho
Jaise shabnam se hai
Phulo ki dosti
Jaise sargam se hai
Gito ki dosti
Aise hi dosti kyu na
Hum tum kare
Pyar ke rang hum
Zindagi me bhare
Dost hum ban jaye
Marji agar aapki ho
Dost hum ban jaye
Marji agar aapki ho
Dosti ke liye hai jaruri ke
Do ajnabi ho
Koi jaane naa kab kisi se
Kaha dosti ho
Koi jaane naa kab kisi se
Kaha dosti ho.
Alka Yagnik, Saurabh P. Srivastav
Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam
Alka Yagnik, Saurabh P. Srivastav
Saurabh P. Srivastav
Alka Yagnik
Pratima Rao, Ravindra Bijoor
Alka Yagnik, Saurabh P. Srivastav
Saurabh P. Srivastav
Alka Yagnik