Koi lakh kahe aisa waisa
Koi lakh kahe aisa waisa
Is duniya ka ab dar kaisa
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Jab teri meri meri teri ek marzi
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Baste hai sajan aakash tale
Kuch log bure kuch log bhale
Aa has ke mil jaaye gale
Jalta hai koi sau bar jale
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Meri aankho ka hi nur hai tu
Mere mathe ka sindur hai tu
Kyu paas bhi rehkar dur hai tu
Kis baat se ab majbur hai tu
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Bechain mohabbat kaisi hai
Nazro mein shikayat kaisi hai
Kyu dil ki halat kaisi hai
Sarkar tabiyat kaisi hai
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Koi lakh kahe aisa waisa
Is duniya ka ab dar kaisa
Jab teri meri
Teri meri meri teri ek marzi
Jab teri meri meri teri ek marzi.
Shamshad Begum, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Madhubala Zaveri, Mohammed Rafi