Jab jab iss duniya mein
Julm badhega julm badhega
Jab paap ka jag pe
Zaher chadega zaher chadega
Lobh aur krodh hoga
Sach ka virodh hoga
Woh paani murli bajayega
Krishna aayega aayega
Krishna aayega
Krishna krishna krishna
Krishna aayega
Jab jab iss duniya mein
Julm badhega julm badhega
Jab paap ka jag pe
Zaher chadega zaher chadega
Lobh aur krodh hoga
Sach ka virodh hoga
Woh pani murli bajayega
Krishna aayega aayega
Krishna aayega
Krishna krishna krishna
Krishna aayega
Andhera ujale se takaraye to
Burayi zamane pe chha jaaye to
Andhera ujale se takaraye to
Burayi zamane pe chha jaaye to
Kisi yug mein phir koi
Arjun agar arjun agar
Kurukshetr jaane se
Ghabharaye to ghabharaye to
Arjun ko shiksha dene
Duniya ko diksha dene
Wo apni geeta sunayega
Krishna aayega aayega
Krishna aayega
Krishna krishna krishna
Krishna aayega
Phir geet gunjenge
Gokul ki galiyo mein ho
Phir geet gunjenge
Gokul ki galiyo mein
Phir rang aayega
Madhuban ki kaliyo mein
Phir vrindavan mein
Woh makhan churayega
Makhan churayega
Phir gopiyo ko wo
Aake satayega aake satayega
Phir murli baajegi
Phir radha nachegi
Woh mithi dhun phir sunayega
Krishna aayega aayega
Krishna aayega
Krishna krishna krishna
Krishna aayega
Woh krishn kanaiya murlidhar
Mann mohan kunj bihari hai
Mann mohan kunj bihari hai
Gopal manohar dukh bhanjan
Ghanshyam atal banvari hai
Ghanshyam atal banvari hai
Ho kans vinashak maharathi
Shudarshan chakr dhari hai
Shudarshan chakr dhari hai
Ban kunj birahiya sawariya
Nandlala kan murari hai
Har roop nirale hain uske
Har lila uski nyari hain
Woh gopi nach madan mohan
Woh shyam pitambar aayega
Woh shyam pitambar aayega
Aayega yugandhar aayega
Aayega yugandhar aayega
Jai krishna jai jai krishna
Jai krishna jai jai krishna
Krishna aayega aayega
Krishna aayega
Aayega yugandhar aayega
Aayega yugandhar aayega
Aayega yugandhar aayega
Aayega yugandhar aayega.
Jolly Mukherjee, Mangal Dhillon, Sudesh Bhonsle
Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy
Alka Yagnik, Vinod Rathod