Jahan ishq hai…
Uss dar pe hai
Meri zindagi ka nishaan
Kehne lagi..
Meri chahtein rehta hai
Dilbar jahan, dil wahan..
Kuch din se ik junoon hai bakhuda
Ek pal bhi na sukoon hai bakhuda
Honthon pe raat din hai ye duaa
Manzil ko dhoondh lega raasta
Aankhon pe mere chhaya hai
Ummedon ka jahaan
Ab uddke main chala chhune
Chala khawabon ka aasman
Dil befiqra jeene chala
Ab aayega maza
Wo..mere pichhe hoga zamana
Wo..gaaunga aisa tarana
Wo..mere pichhe hoga zamana
Wo..
Kaise main kar doon ye qissa bayaan
Koi na samjhega dil ki zubaan
Dhadhkan dhadkan gaane lagi hai
Nagma mohabbat bhara
Toote naa ye silsila
Aankhon pe mere chhaya hai
Ummedon ka jahaan
Ab uddke main chala chhune
Chala khawabon ka aasman
Dil befiqra jeene chala ab aayega maza
Wo..mere pichhe hoga zamana
Wo..gaaunga aisa tarana
Wo..mere pichhe hoga zamana
Wo..
Chahat ka jaadu toh chal jaata hai
Ye aks saanson mein dhal jaata hai
Ehsaan mein jo ghul gaya hai
Wo hai tazurba naya
Jispe hua main fidaa
Aankhon pe mere chhaya hai
Ummedon ka jahan
Ab uddke main chala chhune
Chala khawabon ka aasmaan
Dil befiqra ab jeene chala
Ab aayega maza
Wo…
Altaaf Sayyed
Sreerama Chandra Mynampati
Mohammad Irfan
Palak Muchhal, Sreerama Chandra Mynampati
Jankee Parikh, Meet Bros Anjjan
Krishna Beura, Shruti Pathak