Kuch Saal Pehle - Yaadein... lyrics | Yaadein... - Kuch Saal Pehle lyrics

Kuch Saal Pehle is a hindi song from the 2001 movie Yaadein.... Kuch Saal Pehle singer is Hariharan. Kuch Saal Pehle composer is Anu Malik and Kuch Saal Pehle lyricist or song writer is Anand Bakshi. Kuch Saal Pehle music director is Anu Malik. Kuch Saal Pehle features Jackie Shroff, Hrithik Roshan, Kareena Kapoor, Amrish Puri. Kuch Saal Pehle director is and the producer is . The audio of Kuch Saal Pehle song was released on 27th July, 2001 by Tips Music Films. Kuch Saal Pehle YouTube video song can be watched above.


Waahe waahe zum
Zum zum waahe waahe
Waahe waahe zum
Zum zum waahe waahe
Pa ni pa ni sa ga re sa ni
Pa ni pa ni sa ma ni sa
Kuch saal pehle doston
Yeh baat hui thi
Humko bhi mohabbat
Kisi ke saath hui thi
Apni bhi kabhi pehli
Mulakaat hui thi
Humko bhi mohabbat
Kisi ke saath hui thi
Kuch saal pehle doston
Yeh baat hui thi
Humko bhi mohabbat
Kisi ke saath hui thi
Waahe waahe zum
Zum zum waahe waahe
Waahe waahe zum zum
Zum waahe waahe
Pa ni pa ni sa ga re sa ni
Pa ni pa ni sa ma ni sa


Baarish mein sadak par
Haan chhatri pakad kar
Main jaa raha tha yun
Woh aa rahi thi yun
Aa rahi thi yun
Yun yun yun hai
Pa ni pa ni sa ga re sa ni
Pa ni pa ni sa ma ni sa
Takra gaye dono
Ghabhra gaye dono
Ghabhraake yeh
Kaha ji maaf kijiye
Matlab tha jiska
Yeh dil humko dijiye
Dil humko dijiye
Dil humko dijiye
Dil humko dijiye
Dil humko dijiye
Ho romance ho
Gaya by chance ho gaya
Ho romance ho gaya
By chance ho gaya
Hum ban gaye sanam
Tha waqt bahut kam
Jaldi se dil diya
Pandit bula liya
Ghode pe baith ke
Hum dulha ban gaye
Hum dulha ban gaye
Hum dulha ban gaye
Waahe waahe zum zum
Zum waahe waahe
Kitni haseen ho
Waahe waahe zum
Zum zum waahe waahe
Kitni haseen woh
Milan ki raat hui thi
Humko bhi mohabbat
Kisi ke saath hui thi
Kuch saal pehle doston
Yeh baat hui thi
Humko bhi mohabbat
Kisi ke saath hui thi
Pa ni pa ni sa ga re sa ni
Pa ni pa ni sa ma ni sa


Phir kya hua kya hua raaj babu
Aah kya jaane kya khabar
Kiski lagi nazar vaadon ko todke
Yaadon ko chhodke woh kya
Bichchad gayi
Duniya ujad gayi
Deepak hai lo
Nahin main to hoon
Woh nahin woh
Nahin woh nahin
Pa ni pa ni sa ga re sa ni
Pa ni pa ni sa ma ni sa
Hoti woh aaj to
Dholak bajati woh
Hoti woh aaj to
Dholak bajati woh
Masti mein jhoomti
Beti ko chumti
Deti duaein woh
Leti balayen woh
Gaati suhaag woh
Lagti na aag woh
Main jis mein jal gaya
Sab kuch badal gaya
Sab kuch badal gaya
Sab kuch badal gaya
Us roz aanson ki
Barsaat hui thi
Humko bhi mohabbat
Kisi ke saath hui thi
Kuch saal pehle doston
Yeh baat hui thi
Humko bhi mohabbat
Kisi ke saath hui thi
Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yaadein yaadein yaadein
Yeh yaadein kisi
Dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke
Baad aati hain.



Movie/album: Yaadein...
Singers: Hariharan
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Tips Music Films
Starring: Jackie Shroff, Hrithik Roshan, Kareena Kapoor, Amrish Puri
Release on: 27th July, 2001
1. Who is the music director of the song Kuch Saal Pehle
Ans: Kuch Saal Pehle song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Kuch Saal Pehle
Ans: Kuch Saal Pehle song singer is Hariharan
3. Who is the Composer of the song Kuch Saal Pehle
Ans: Kuch Saal Pehle song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Kuch Saal Pehle
Ans: Kuch Saal Pehle song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Kuch Saal Pehle
Ans: Kuch Saal Pehle song is from Yaadein...
6. Who wrote the song Kuch Saal Pehle
Ans: Kuch Saal Pehle song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Yaadein...

1
Radha Tu Hai Deewani

Lata Mangeshkar

2
Dekha Hai Sapna Koi

Lata Mangeshkar

3
Yaadein (Title)

Hariharan

4
Jab Dil Mile

Asha Bhosle, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan

5
Eli Re Eli

Alka Yagnik, Hema Sardesai, Kavita Krishnamurthy

6
Chanda Taare

Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh

7
Chamakti Shaam Hai

Alka Yagnik, Sonu Nigam

8
Aye Dil Dil Ki Duniya

Krishnakumar Kunnath (K.K), Sneha Pant, Udit Narayan