Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Ha papa wo to samhje par
Bhukh kaise kam kare
Acha pappu nitin suno
Tum dono jake lakdi lao
Ajay vijay dandi lao
Are bitiya hath batao
Maya devi aag jalao
Rukhi sukhi jo bhi mile
Bat ke kha le agar
Kaisi bhi ho dukh ki ghadi
Haste hue jaye gujar
Sath hai jab pariwar hamara
Phir kyu dukh se ham dare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Papa khana to ho gaya
Ab sone ka kya kare
Wo bhi miljul ke
Baksa lao sath milao
Are palang banao
Or so jao
Bhiaya mere raja jaise
Bahna meri rani jaisi
Papa mile sabko aise
Mummy mile sab ko aisi
Tum jaise bacho pe akhir
Naj na kaise ham kare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Ruth ke jo chale gaye
Chalo mana laye unhe
Jane bhi do bhulo use
Apno ka gum na ho jise
Pyar kiya hai hamne jinko
Maf unhe bhi ham kare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Kuch tum karo kuch ham kare
Miljul ke kuch gum kam kare
Pyar dil me agar hai tumhare
To phir jan lo ye sada jeet hai
Jiwan hai ye kya ek
Hasta hua pyar ka hi
Madhur geet hai
Palko ke tale rahne do
Khile jiwan ke madhur sapne
Pyar sabse karo tum sabhi ke bano
Hai tumhare sabhi apne.
Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Kishore Kumar
Amit Kumar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi