Kudrat ki ye badaai
Kudrat ki ye badaai
Bhaai kudrat ki ye badaai
Kudrat ki ye badaai
Neech unch ka bhed jaha nahi
Neech unch ka bhed jaha nahi
Bandhu prem batlaaye
Jo bandhu prem batlaaye
Wahi to sacha wahi to uncha
Wahi to sacha wahi to uncha
Maanav dharm kahaaye
Maanav dharm kahaaye
Bhaai kudrat ki ye badaai
Kudrat ki ye badaai
Kudrat ki ye badaai
Jo bhule ko raah dikhaaye
Jo bhule ko raah dikhaaye
Nij samaan apnaayi
Nij samaan apnaayi
Wahi manushya hai
Wahi devtaa wahi manushya hai
Wahi devtaa premi ki deye duhaayi
Jo prem ki deye duhaayi
Kudrat ki ye badaai
Kudrat ki ye badaai bhaai
Parmatma ki shrishti mein
Koyi unch neech nahi
Sabhi uski god mein
Phulte phalte hain
Maanav ko ek dusre
Ki sewa karni chaahiye
Sabhi dharmon ka ye
Hi param tatva hain
Jansewa hi sachchi
Ishwar sewa hai
Mandir murat sab hi jagah hain
Mandir murat sab hi jagah hain
Ek prem ki khaan
Ek prem ki khaan
Bandhu prem ka raaj jaha hai
Bandhu prem ka raaj jaha hai
Wahin basat bhagwaan
Wahin basat bhagwaan
Bhagwaan bhagwaan