Kya jaane ameeri
Kya jaane ameeri
Jo gareebi ka maza hai
Gareebi ka maza hai
Daulat usse de hai to
Hamen sab diya hai
Hamen sabr diya hai
Kya jaane ameeri
Kya jaane ameeri
Jo gareebi ka maza hai
Gareebi ka maza hai
Ham sone ki chaandi ki
Tamanna nahin karte
Dukh dard mein
Bhi hanste hain
Shiqwa nahin karte
Kismat mein
Gareebi hi sahi
Dil to bada hai
Dil to bada hai
Kismat mein
Gareebi hi sahi
Dil to bada hai
Dil to bada hai
Kya jaane ameeri
Kya jaane ameeri
Jo gareebi ka maza hai
Gareebi ka maza hai
Phoolon ke bichaune
Pe bhi roti hai ameeri
Aur kaanton ke bister
Pe bhi hansti hi faqeeri
Wo kaanta bhi hai phool
Jo maalik ne diya hai
Jo maalik ne diya hai
Wo kaanta bhi hai phool
Jo maalik ne diya hai
Jo maalik ne diya hai
Kya jaane ameeri
Kya jaane ameeri
Jo gareebi ka maza hai
Gareebi ka maza hai
Hai jeb agar garm
To kuchh khaa ja khila jaa
Daulat se na kar pyaar
Ise yoon hi luta
Jaa nadan
Ye paisa bhi kabhi
Saath gaya hai
Kabhi saath gaya
Hai nadan
Ye paisa bhi kabhi
Saath gaya hai
Kabhi saath gaya hai
Kya jaane ameeri
Kya jaane ameeri
Jo gareebi ka maza hai
Gareebi ka maza hai.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
G. M. Durrani, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Husnlal Batish, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Meena Kapoor
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
G. M. Durrani
G. M. Durrani, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)