Rang rangili nili pili aur
Chamkili chudiya
Inderdanush ke rang
Dikhaye ye bhadkili chudiya
Arey karne pe jo aa jaye
To hain pyar chudiya
Aur karne pe jo aa jaye
To hain katar chudiya
Kya kya na sitam haye
Kya kya na sitam haye
Dhati hain chudiya
Kya kya na sitam haye
Dhati hain chudiya
Jab bhi kisi kalayi mein
Aati hai chudiya
Besharam hain kuch bhi
Na lazati hain chudiya
Besharam hain kuch bhi
Na lazati hain chudiya
Bate ho chhupane
Ki batati hain chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya
Kuch chudiyo se chudiya
Kuch chudiyo se
Chudiya ladne lagi thi kal
Kahne lagi ki sajan
Ke pas chal zara
Sajan ke pas chal
Zara sajan ke pas chal
Sunkar ye baat maine
Gvaya na ek pal
Par beraham thi
Meri kalayi yun masal
Aise hi mujhe
Aise hi mujhe roz
Satati hain chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya
Kya kya na sitam haye
Dhati hain chudiya
Jab bhi kisi kalayi mein
Aati hai chudiya
Arey pehnaye jo sajan
Pehnaye jo sajan to
Suhag hain chudiya
Pehnaye begana to
Ek aag hain chudiya
Pritm inhe chhede to
Ek rag hain chudiya
Dushman chhye to
Rishto pe dag hai chudiya
Nazar pade gair ki
Nazar pade gair ki
To rudhati hain ram
Bedard chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya
Besharam chudiya
Kya kya na sitam haye
Dhati hain chudiya
Jab bhi kisi kalayi
Mein aati hain chudiya
Jo kali chudiya thi
Jo kali chudiya thi
Putaliyo mein dhal gayi
Jo nili chudiya thi
Rango mein badal gayi
Jo thi gulabi gal pe
Khil ke bikhar gayi
Jo lal thi rago mein
Lahu ban utar gayi
Yu nash nash mein
Yu nash nash mein
Dohdti jati hain chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya
Kya kya na sitam haye
Dhati hain chudiya
Jab bhi kisi kalayi
Mein aati hain chudiya
Besharam hain kuch
Bhi na lazati hain chudiya
Besharam hain kuch
Bhi na lazati hai chudiya
Bate ho chhupane ki
Batati hain chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya
Besharam chudiya
Bedard chudiya.
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Sadhana Sargam