Jo likha gaya hai kismat mein
Wo to hokar hi rahta hai
Ye maine kiya wo maine kiya
Murakh hai jo ye kahta hai
Ye sach hai ramayan
Har yug me dohrayi gayi hai
Har yug me achhayi aur burayi
Payi gayi hai
Yu to dono pade huye the
Sare ved puran
Dono hi the mhan yodha
Dono hi gunwan
Lekin apne apne karmo
Lekin apne apne karmo
Ka dekho parinam
Ek jag me ravan kahlaya
Duza raja ram duza raja ram
Ha kya lekar aaya hai
Pyare aur kya tu lekar jayega
Ha kya lekar aaya hai
Pyare aur kya tu lekar jayega
Kya lekar aaya hai
Pyare aur kya tu lekar jayega
Kya lekar aaya hai
Pyare aur kya tu lekar jayega
Jo rang zama gaya ha zama gaya
Jo rang zama gaya ha ha zama gaya
Rang zama gaya zama gaya zama gaya
Rang zama gaya duniya mein
Rangila wahi kahlayega
Rang zama gaya duniya mein
Rangila wahi kahlayega
Apni to gujarti hai masti mein
Chahe andar ho ya bahar ho
Apni to gujarti hai masti mein
Chahe andar ho ya bahar ho
Chahe andar ho ya bahar ho
Chahe andar ho ya bahar ho
Chahe andar ho ya bahar ho
Ha tu mane ya na mane aaha
Tu jane ya na jane aaho
Apni kismat ke dane
Hume le aaye thane
Tu mane ya na mane
Tu jane ya na jane
Ha apni to gujarti hai masti mein
Chahe andar ho ya bahar ho
Jis dane pe jiska naam likha
Wo dana wahi to khayega
Jis dane pe jiska naam likha
Wo dana wahi to khayega
Rang zama gaya duniya mein
Rangila wahi kahlayega
Hai pap julm karna to phir
Hai pap julm ka sahna bhi
Hai pap julm karna to phir
Hai pap julm ka
Hai pap julm ka sahna bhi
Hai pap julm ka sahna bhi
Hai pap julm ka sahna bhi
Ha ke budhjil banke jina
Wo jina kya hai jina aaho
Jo lahro se dar jaye
Dub jaye wo sapina
Ke budhjil banke jina
Wo jina kya hai jina
Hai pap julm karna to phir
Hai pap julm ka sahna bhi
Jo man ko marke jita hai
Wo jaldi hi mar jayega
Jo man ko marke jita hai
Wo jaldi hi mar jayega
Jo rang zama gaya duniya me
Rangila wahi kahlayega
Kya lekar aaya hai
Pyare aur kya tu lekar jayega
Is duniya ke ye rang hai to
Phir ye duniya kis kam ki hai
Chehro pe jhut ka parda hai
Sachchayi yaha bas naam ki hai
Jaan kisi ki lekar aise bante hai anjan
Kise kahe insan yaha aur kise kahe satan
Ha chhodo bekar ki bato ko
Jo bit gaya kya aayega
Ha jo bit gaya kya aayega
Jo rang zama gaya duniya mein
Rangila wahi kahlayega
Jo rang zama gaya duniya mein
Rangila wahi kahlayega
Jo lut ke khushiya auro
Ki apne hi liye mat jite hai
Wo bhid me chahe hanste ho
Tanhayi me aansu pite hai
Tanhayi me aansu pite hai
Jo rang zama gaya duniya mein
Rangila wahi kahlayega
Jo rang zama gaya duniya mein
Rangila wahi kahlayega
Kya lekar aaya hai
Pyare aur kya tu lekar jayega.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Meenu Purushottam, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)