Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya
Ye khusiyo ke pyale chalkte chalenge
Hawao ke aanchal mahkate chalenge
Naye raste khud bakhud khul chalenge
Jidhar se bhi hum tum bahkte chalenge
Hum tum bahkte chalenge
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya
Jaha se safar ye suru ho raha hai
Naye ek jamane ki wo ibtia hai
Kahi tum kabhi tum bhula to na doge
Dhadkata hua dil mera puchta hai
Dil mera puchta hai
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Har ek bat atito me dhalne lagi hai
Har ek arzu phir machalne lagi hai
Tum apni in ankho ka jadu to dekho
Ke dunia hi meri badlane lagi hai
Ho badlne lagi hai
Kya mil gaya haye kya kho gaya
Mujhe mere balam ye kya ho gaya
Hum kho gaye aji tum kho gye
Mohabbat ki raho me dil kho gaya.
Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi