Kya Miliye Aise Logo Se - Izzat lyrics | Izzat - Kya Miliye Aise Logo Se lyrics

Kya Miliye Aise Logo Se is a hindi song from the 1968 movie Izzat. Kya Miliye Aise Logo Se singer is Mohammed Rafi. Kya Miliye Aise Logo Se composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Kya Miliye Aise Logo Se lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Kya Miliye Aise Logo Se music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Kya Miliye Aise Logo Se features Dharmendra, Tanuja, Jayalalitha, Mehmood, Balraj Sahni. Kya Miliye Aise Logo Se director is and the producer is . The audio of Kya Miliye Aise Logo Se song was released on 17th January, 1968 by Saregama. Kya Miliye Aise Logo Se YouTube video song can be watched above.


Kya miliye………
Kya miliye aise logo se
Jinaki fithrath chhupi rahe
Kya miliye aise logo se
Jinaki fithrath chhupi rahe
Nakali chehera samne
Aaye asali surath chhupi rahe
Kya miliye aise logo se
Jinaki fithrath chhupi rahe
Nakali chehera samne
Aaye asali surath chhupi rahe


Khud se bhi jo khud ko
Chupaye kya unase pehchan kare
Kya unke daman se lipate
Kya unaka armman kare
Khud se bhi jo khud ko
Chupaye kya unase pehchan kare
Kya unke daman se lipate
Kya unaka armman kare
Jinaki aadhi niyath ubhare
Aadhi niyath chhupi rahe
Nakali chehera samne
Aaye asali surath chhupi rahe


Dildari kaa dong rachakar
Jal bichaye baton kaa
Jiteji kaa rishta kehekar
Sukh dunde kuchh rato kaa
Dildari kaa dong rachakar
Jal bichaye baton kaa
Jiteji kaa rishta kehekar
Sukh dunde kuchh rato kaa
Ruh ki hasrath labh par aaye
Jism ki hasrath chhupi rahe
Nakali chehera samne
Aaye asali surath chhupi rahe


Jinke julm se dukhi hai
Janta har basti har ganv me
Daya dharam ki bat kare
Woh bait ke sajhi sabhavo me
Jinke julm se dukhi hai
Janta har basti har ganv me
Daya dharam ki bat kare
Woh bait ke sajhi sabhavo me
Daan kaa charcha ghar ghar
Pahunche lut ki daulat chhupi rahe
Nakali chehera samne
Aaye asali surath chhupi rahe


Dekhen inn nakali cheharo
Ki kab tak jai jai kar chale
Ujale kapdo ki teh me
Kab tak kala sansar chale
Dekhen inn nakali cheharo
Ki kab tak jai jai kar chale
Ujale kapdo ki teh me
Kab tak kala sansar chale
Kab tak logo ki najaro
Se chhupi hakikat chhupi rahe
Nakali chehera samne
Aaye asali surath chhupi rahe
Kya miliye aise logo se
Jinaki fithrath chhupi rahe
Nakali chehera samne
Aaye asali surath chhupi rahe.



Movie/album: Izzat
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Tanuja, Jayalalitha, Mehmood, Balraj Sahni
Release on: 17th January, 1968
1. Who is the music director of the song Kya Miliye Aise Logo Se
Ans: Kya Miliye Aise Logo Se song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Kya Miliye Aise Logo Se
Ans: Kya Miliye Aise Logo Se song singer is Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Kya Miliye Aise Logo Se
Ans: Kya Miliye Aise Logo Se song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Kya Miliye Aise Logo Se
Ans: Kya Miliye Aise Logo Se song lyricist is Sahir Ludhianvi
5. What is the movie of the song Kya Miliye Aise Logo Se
Ans: Kya Miliye Aise Logo Se song is from Izzat
6. Who wrote the song Kya Miliye Aise Logo Se
Ans: Kya Miliye Aise Logo Se song is written by Sahir Ludhianvi

Find other songs in - Izzat

1
Kit Jaoge Kanhaiya

Devika Rani

2
Matawaale Nainon Waali

Ashok Kumar, Devika Rani

3
Bharane De Mohe Neer

Ashok Kumar, Devika Rani

4
Pyaar Ke Bukhaar Ko

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

5
Kah Gaye Father Ibrahim

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

6
Sar Par Lamba Top Leke

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

7
Jagi Jagi Badan Me Jwala

Lata Mangeshkar

9
Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi