Khamosh rehane mein dum ghutta hai
Aur bolne zubaa chhilti hai
Dard hota hai nange paao mujkhe
Koi kabr paao tale hilti hai
Pareshaan hun zindgi se
Kya pataa kab kaha se maaregi zindgi
Kya pataa kab kaha se maaregi zindgi
Bas ki main zindgi se ladtaa hun
Bas ki main zindgi se ladtaa hun
Maut to kya hai ek baar maaregi
Dhul udne lagti hai jab shaam ki
Jab kaanch bhar jaayte hai dard se
Main darta hun main darta hun
Dil jab dhadken se thakne lage
Neend aane lagti hai tab dard se
Anjaan hun zindgi se
Kya pataa kab kaha se maaregi zindgi
Kya pataa kab kaha se maaregi zindgi
Bas ki main zindgi se ladtaa hun
Bas ki main zindgi se ladtaa hun
Maut to kya hai ek baar maaregi.
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Rekha Bhardwaj
Ash King