Kya Tarif Karu Iski Ye - Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga lyrics | Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga - Kya Tarif Karu Iski Ye lyrics

Kya Tarif Karu Iski Ye is a hindi song from the 1988 movie Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga. Kya Tarif Karu Iski Ye singers are Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar. Kya Tarif Karu Iski Ye composer is Bappi Lahiri and Kya Tarif Karu Iski Ye lyricist or song writer is N/A. Kya Tarif Karu Iski Ye music director is Bappi Lahiri. Kya Tarif Karu Iski Ye features Dharmendra, Govinda, Anita Raj, Farha Naaz, Kulbhushan Kharbanda, Tanuja, Gita Siddharth, Iftekhar, K.K. Reddy, Tej Sapru,Viju Khote , Shakti Kapoor, Sadashiv Amrapurkar, Anupam Kher, Manik Irani, Master Bunty, Manmauji,. Kya Tarif Karu Iski Ye director is and the producer is . The audio of Kya Tarif Karu Iski Ye song was released on 24th September, 1988 by null. Kya Tarif Karu Iski Ye YouTube video song can be watched above.


Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hain
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain


Bade hi jatan se tarashi huyi
Bade hi jatan se tarashi huyi
Ajanta ki murat hain teri bahu
Ye main hi nahi ye kahe ye sabhi
Bahut khubsoorat hain teri bahu
Bahut khubsoorat hain teri bahu
Dekh ke jisko nazar lage ye aisi hain
Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hain
Teri meri pasand na aisi waisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain


Mili aaj mujhko jo anmol khushiya
Sahu kis tarah aur sambhalu to kaise
Meri zindagi pe hain adhikar tera
Koi baat teri main talu to kaise
Koi baat teri main talu to kaise
Is duniya mein ek na tere jaisa hain
Kya tarif karu teri tu kaisa hain
Jaisa mere khwaeb mein tha waisa hain
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hain


Hum ek dusre ke dilo jan hain
Hum ek dusre ke dilo jan hain
Ke sang sang rahenge jidhar jayenge
Khyalo mein khwabo mein bhi hum kabhi
Agar door honge to mar jayenge
Agar door honge to mar jayenge
Pyar mein teri hal hamara aisa hain
Kya tarif karu teri tu kaisa hain
Jaisa mere khwaeb mein tha waisa hain
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hain
Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Jaisi mujhe chahiye thi waisi hain
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hain.



Singers: Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Bappi Lahiri
Music Director: Bappi Lahiri
Music Label: null
Starring: Dharmendra, Govinda, Anita Raj, Farha Naaz, Kulbhushan Kharbanda, Tanuja, Gita Siddharth, Iftekhar, K.K. Reddy, Tej Sapru,Viju Khote , Shakti Kapoor, Sadashiv Amrapurkar, Anupam Kher, Manik Irani, Master Bunty, Manmauji,
Release on: 24th September, 1988
1. Who is the music director of the song Kya Tarif Karu Iski Ye
Ans: Kya Tarif Karu Iski Ye song music director is Bappi Lahiri
2. Who is/are the singer/singers of the song Kya Tarif Karu Iski Ye
Ans: Kya Tarif Karu Iski Ye song singers are Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Kya Tarif Karu Iski Ye
Ans: Kya Tarif Karu Iski Ye song composer is Bappi Lahiri
4. Who is the Lyricist of the song Kya Tarif Karu Iski Ye
Ans: Kya Tarif Karu Iski Ye song lyricist is N/A
5. What is the movie of the song Kya Tarif Karu Iski Ye
Ans: Kya Tarif Karu Iski Ye song is from Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga
6. Who wrote the song Kya Tarif Karu Iski Ye
Ans: Kya Tarif Karu Iski Ye song is written by N/A

Find other songs in - Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga

1
Suraj Hai Tu Main Surajmukhi

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

2
Rani Kahe Ki Gudiya Kahe

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

3
Jeevan Sukh Dukh Ka

Anuradha Paudwal, Kishore Kumar