Kyun hai diwane tu akela
Kaha gaye tere hai sathi
Kyun hai diwane tu akela
Kaha gaye tere hai sathi
Jam hai nasha hai na surahi
Aankho ne chayi udashi
Bhul ja tu wo fasane
Kal ke gujre jamane hasta hi ja
Hasta hi ja
Aasu hazar sahi kahti hai reet yahi
Fir se nayi dunia basale
Mana ke dunia wo hasi thi
Pahlu me tha koi tere
Aaj bhi tu chahe to diwane
Daman me aaja tu mere
Bhul ja tu wo fasane
Kal ke gujre jamane hasta hi ja
Hasta hi ja
Aasu hazar sahi kahti hai reet yahi
Fir se nayi dunia basale
Apni bhi rate kya buri hai
Unme bhi jine ki ada hai
Inme bhi nagme hai jafa ke
Inme bhi sokhi hai nasha hai
Bhul ja tu wo fasane
Kal ke gujre jamane hasta hi ja
Hasta hi ja
Aasu hazar sahi kahti hai reet yahi
Fir se nayi dunia basale.
Lata Mangeshkar
Ranu Mukherjee
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar