Lachak lachak ke lachak lachak
Ke jab bhi kamar hilai hai
Jisne nazar milai shamat aai hai
Toba toba kya meri angdai hai
Jisne dekha jag ke rain bitai hai
Mehfil mehfil laga ke thumka
Mane dhum machai hai
Naram naram si nazuk meri
Kalai hai main mithi namken
Ye khatai hai dekho mere
Hoth rasile inme chhipi malai
Lachak lachak
Ke jab bhi kamar hilai hai
Uthati jawani meri dil aashiqana
Mera usme bana le aashiyana
Rat nashili hai ye sun le
Tarana mera husan ka le le
Nazrana masti mein aa ke mane
Jhum ke lat bikhrai
Lachak lachak
Ke jab bhi kamar hilai hai
Jisne nazar milai shamat aai hai
Mehfil mehfil laga ke thumka
Mane dhum machai
Lachak lachak
Ke jab bhi kamar hilai hai
Masti hai sathi hai sharab bhi
Hai har chiz meri huzrur apki
Hai sharab amrit hai aur ye
Hayat bhi hai jaan lene ke liye
Paani mein chupi aag bhi hai
Aap mere samne hai rat bhi hai
Ye bat achi bhi hai kharab
Bhi hai jo bhi tamanna hai teri
Mujh tu bata ab kya rahi sharmo
Haya parda hata dil se
Laga ke tu mujh duniye bhula
Samajh le mane tere aage kyu
Payal chankai
Lachak lachak
Ke jab bhi kamar hilai hai
Jisne nazar milai shamat aai hai
Mehfil mehfil laga ke thumka
Mane dhum machai
Lachak lachak
Ke jab bhi kamar hilai hai.
Vijeta Pandit, Vinod Rathod
Asha Bhosle, Udit Narayan
Sadhana Sargam, Sapna Mukherjee, Vijeta Pandit
Asha Bhosle, Dev Anand, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Vinod Rathod
Bali Brahmbhatt, Suchitra Krishnamoorthi
Lata Mangeshkar
Kavita Seth
Zubeen Garg
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Abhijeet Bhattacharya, Sunidhi Chauhan
James (Nagar Baul)