Ladki Kyon Na Jaane - Hum Tum lyrics | Hum Tum - Ladki Kyon Na Jaane lyrics

Ladki Kyon Na Jaane is a hindi song from the 2004 movie Hum Tum. Ladki Kyon Na Jaane singers are Alka Yagnik, Shaan. Ladki Kyon Na Jaane composer is Jatin Pandit, Lalit Pandit and Ladki Kyon Na Jaane lyricist or song writer is Prasoon Joshi. Ladki Kyon Na Jaane music director is Jatin Pandit, Lalit Pandit. Ladki Kyon Na Jaane features Saif Ali Khan, Rani Mukerji, Rishi Kapoor, Rati Agnihotri, Jimmy Shergill, iron Kher, Abhishek Bachchan, Isha Koppikar, Shenaz Treasury. Ladki Kyon Na Jaane director is and the producer is . The audio of Ladki Kyon Na Jaane song was released on 28th May, 2004 by Saregama. Ladki Kyon Na Jaane YouTube video song can be watched above.


Ladki kyon na jaane
Kyon ladko si nahin hoti
Soch thi hai zyada
Kham woh samajh thi hai
Soch thi hai zyada
Kham woh samajh thi hai
Dil kuch kehta hai
Kuch aur hi karti hai
Ladki kyon na jaane
Kyon ladko si nahin hoti
Ladki kyon na jaane
Kyon ladko si nahin hoti


Soch thi hai zyada
Kham woh samajh thi hai
Dil kuch kehta hai
Kuch aur hi karti hai
Ladki kyon na jaane
Kyon ladko si nahin hoti
Ladki kyon na jaane
Kyon ladko si nahin hoti


Pyaar usse bhi hai magar
Shuruaat tumhi se chahe
Khudh mein ulji ulji hai
Par bhaalo ko suljaayein


I mean you’re all
The same yaar
Hum achche dost hai
Par uss nazar se
Tumko dekha nahin
Woh sab to tik hai
Par uss barein mein
Maine socha nahin


Sab se alag hai tum yeh
Keh ke paas tumhaare aaye
Aur kuch din mein tum mein
Alag sa kuch bhi na usko paiye


Uff yeh kaisi shirt pehnthe ho
Yeh kaise bhaal khatathe ho
Ghaadi tehz chalathe ho
Tum jaldi mein kyo khaathe ho
Gimme a break


Tumhe badalne ko
Paas woh aati hai
Tumhe mitaane ko
Chaal bichati hai
Baaton baaton mein
Tumhe pasathi hai
Pehle hasathi hai
Phir bada rulaati hai
Ladki kyon na jaane
Kyon ladko si nahin hoti
Ladki kyon na jaane
Kyon ladko si nahin hoti


Eh itna hi khudh se khush
Ho to piche kyon aate ho
Phool kabhi to hazar
Thofein akhir kyon laaten ho


Apna naam nahin bataya aapne
Coffi pine chalenge
Main aapko ghar chod doon
Phir kab milenge


Bikhra bikhra be matlab
Sa toota phoota jina
Aur kehte ho alag se hai
Hum taan ke apna sina


Bhiga tolya kahin farsh pe
Toothpaste ka dakhan kahin
Kal ke mauze ulat ke pehne
Waqt ka khuch bhi hosh nahin


Jina ka tumko
Dang sikhlati hai
Tumhe jaanwar se
Insaan banaati hai
Uske bina ek pal
Rehna sakhoge tum
Usko pata hai yeh
Keh na sakhoge tum
Iss liye ladkiya
Ladko si nahin hoti
Iss liye ladkiya
Ladko si nahin hoti


Jaane kaun kaun se din
Woh tumkoyaad dilaayein
Pyaar ko chahe bhool bhi jaayein
Taariqein na bhoolayein
First march ko nazar milaayi
Chaar april ko main milne aayi
Ikis may ko tumne chuwa tha
Che june mujhe kuch hua tha


Ladko ka kya hai kissi bhi
Mor pe woh mur jaayein
Abhi kissi ke hai abhi kissi
Aur se woh jud jaayein


Tumhaare mummy
Daddy ghar par nahin hai
Great main aaa jaon
Tumhaari friend
Akeli ghar jaa rahi hai
Bechari main chod aaon
Uff


Ek haan kehne ko
Kitna dehlati hai
Thak jaate hai hum
Woh ji behlati hai


Woh sharmati hai
Kabhi chupati hai
Ladki jo haan kehde
Usse nibhati hai
Iss liye ladkiya
Ladko si nahin hoti
Iss liye ladkiya
Ladko si nahin hoti


Na na na
Iss liye ladkiya ladko si
Nahin hoti ladki kyon oh god
Iss liye ladkiya ladko si
Nahin hoti na na na
Na oh god shut up
Alright alright iss mein
Jagadne ki kya baat hai yaar
Pehle pehle bawarein jaise
Aas paas mand rai arre but i
Phir busy hoon kehkar tumko
Woh tarkai come on rhea
Samjha karo darling
Aaj bohat kaam arre
Meri bhi to suno
Door hua to kya
Dil mein tumhaara
Naam hai oh wow
Jiss chehre par
Marte hai woh boring ho
Jaaye ‘m not listening to you
Kuch hi din mein nazrein
Inki idhar udhar mand rai
I’m not listening to you
Sirf pyaar se zindagi
Nahin chalti ok i’m not with her
Tum interior decoration ka
Course kyon nahin karti.



Movie/album: Hum Tum
Singers: Alka Yagnik, Shaan
Song Lyricists: Prasoon Joshi
Music Composer: Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Director: Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Label: Saregama
Starring: Saif Ali Khan, Rani Mukerji, Rishi Kapoor, Rati Agnihotri, Jimmy Shergill, iron Kher, Abhishek Bachchan, Isha Koppikar, Shenaz Treasury
Release on: 28th May, 2004
1. Who is the music director of the song Ladki Kyon Na Jaane
Ans: Ladki Kyon Na Jaane song music director is Jatin Pandit, Lalit Pandit
2. Who is/are the singer/singers of the song Ladki Kyon Na Jaane
Ans: Ladki Kyon Na Jaane song singers are Alka Yagnik, Shaan
3. Who is the Composer of the song Ladki Kyon Na Jaane
Ans: Ladki Kyon Na Jaane song composer is Jatin Pandit, Lalit Pandit
4. Who is the Lyricist of the song Ladki Kyon Na Jaane
Ans: Ladki Kyon Na Jaane song lyricist is Prasoon Joshi
5. What is the movie of the song Ladki Kyon Na Jaane
Ans: Ladki Kyon Na Jaane song is from Hum Tum
6. Who wrote the song Ladki Kyon Na Jaane
Ans: Ladki Kyon Na Jaane song is written by Prasoon Joshi

Find other songs in - Hum Tum

1
Hum Tum (Title)

Alka Yagnik, Babul Supriyo

2
Yaara Yaara

Alka Yagnik, Udit Narayan

3
Mere Dil Vich Hum Tum

Rishi Rich, Veronica Ballestrini

4
Ye Gore Gore Se

Alka Yagnik

5
Chak De Chak De

Sadhana Sargam, Sonu Nigam