Ishq hai mera jaadu tona
Ho ishq hai mera jaadu tona
Hosh udaa le jaayega
Meri aankhon ki masti se, koi bach naa paaye ga
Laila main laila, aisi hoon laila
Har koi chaahe mujhse, milna akela
Bachna re hosh udaane laila aayi hai
Jisne bhi dekha usko neendh naa aayi hai
Tauba re tauba kaatil hai angdaayi hai
Mera hi naam le kar dhoom machaayi hai
Thumka mera mastaana, har koi mera deewana
Rab hi jaane kaun banega mere dil ka chaila
Laila main laila, aisi hoon laila
Har koi chaahe mujhse, milna akela
Laila main laila, aisi hoon laila
Har koi chaahe mujhse, milna akela
Mera meetha chaska jo bhi ek baar chakh le
Ho jaaye woh hi mera, kadmon mein jaan rakh de
Dekhe jo mera jalwa kahe woh
Mast mast laila, tu hai mast mast laila
Mera meetha chaska jo bhi ek baar chakh le
Ho jaaye woh hi mera, kadmon mein jaan rakh de
Dekhe jo mera jalwa kahe woh
Mast mast laila, tu hai mast mast laila
Tu naa mera mastaana, har koi mera deewana
Rab hi jaane kaun banega mere dil ka chaila
Laila main laila, aisi hoon laila
Har koi chaahe mujhse, milna akela
Laila main laila, aisi hoon laila
Har koi chaahe mujhse, milna akela
Laila, aa haa .. gulu gulu ..
Zulfein hain kaali naagin, dass le na bach ke rehna
Bijli hai husn mera, bhaari padehga sehna

Natalie Di Luccio
Kamal Heer
Neeraj Shridhar
Sukhwinder Singh
Raja Hasan