Hai liye hathiyaar dushman
Taak mein baitha udhar
Aur hum taiyyaar hain
Seena liye apna idhar
Khoon se khelenge holi
Gar vatan muskhil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamaare dil mein hai
Haath jin mein ho junoon
Katt te nahi talvaar se
Sar jo uth jaate hain
Wo jhukte nahi lalkaar se
Haath jin mein ho junoon
Katt te nahi talvaar se
Sar jo uth jaate hain
Wo jhukte nahi lalkaar se
Aur bhadkega jo shola
Sa humaare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamaare dil mein hai
Hum to ghar se nikle hi
The baandhkar sar pe qafan
Chaahatein liin bhar liye lo
Bhar chale hain ye qadam
Zindagi to apni mehmaan
Maut ki mehfil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamaare dil mein hai
Dil mein tufaanon ki toli
Aur nason mein inquilaab
Hosh dushman ke udaa
Denge humein roko na aa
Dur reh paaye jo humse
Dam kahaan manzil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamaare dil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna
Ab hamaare dil mein hai.
A.R. Rahman, Mohammad Aslam, Nachiketa Chakraborty
Madhushree, Naresh Iyer
A.R. Rahman, Naresh Iyer
Daler Mehndi, Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra)
A.R. Rahman, Lata Mangeshkar
Mohit Chauhan
Harshdeep Kaur
Mohd. Aslam, Naresh Iyer